Abhi Khuch hi dinoon Pehlay Ki Baat hay , hum School Jaatay thay , Chips khatay that, Voke mangatay thay , muskaratay thay , bhagay jaatay thay
Abhi khuch hi dinoon ki baat hay
Khoob sonchtay thay , kay sub kaisay theek hoga, duna gooal kioon hay, Baal kaalay kioon hain, aasmaan neela kioon hay, kuch pair lagaatay thay khuch gun gunatay thay
Abhi kuch hi dinoon ki baat hay
Abhi kuch hi dinoon ki baat hay, kay sub gham chootaay lagtay thay, sirf aik chahraa dikhta tha, aur kuch na soojhta tha, waqt mushkil say guzarta tha, kaatay na kuta tha
Abhi kuch hi dinoon ki baat hay
Phir woh humsafar mil gaya, soncha aab sub kuch badal gia, raat din or din raat ban gai, aik naya safar shurroo howa