Inbox received from Rohit LuhAna
With a solution to a problem
Sir hope yu remember this Man, leave k iss bandy ki reality kya hai, defence market jahan iss shakhs ne english main vedio clip record krwai thy, wahan main gya tha uss din, yeh shakhs tou mjhe nhn mile bt wahan shop wale bta rhy thy, jb se uss ne wo vedio record krwaya hai tb se har roz Corporate market k bandy, Actors, Models , Media walle , Politician sab usse dhund rhy thy, b/z wo iss shakhs ki help krna chahate thy..
Souchne ki baat yeh hai karachi main laakhon beggars hain kisi ko itni value iss shakhs ko itni value kyn jst b/z he can speak in English thatz it aur tou iss main aisi koi khaas baat nhn thy even iss ki tou story bhi jhuuti thy.
Sir kehene ka mtlb yeh hai english main baat krne wale ko agar itni value milti, tou kyn na pakistan main Free english coaching centre honny chaiye, jahan log atleast english bolne seekh saken. Uss se aek tou humari unemployement per farq parre ga, aur logon ki souchne ki salahiyat barh jae gey, aur jo banda english main baat krskta uss bandy ki pakistan main ktni value hai yeh tou aap iss pic main aap dekh ee sakte hain
Now I am willing to help, support anyone who wants to start an app and a website for teaching english to Pakistanis !
Please inbox me with your ideas !

0 Commenti
0 condivisioni
56 Views