Hello rehan sir kaisay hain app
I am adeel iqbal attock say hn currently rawalpindi rehta hn married hn 2 bachay hain .
Last ramzan say pehly app ke profile dekhi thy tab say follow kr raha hn finally 500 mutual friends bnany main kamyab hoa kafi mehnat krni pari .
Currently main unemployed hn online aek choti c research main hn k kaisay online achay paisay kama sakta hai har banda specially students jo yahan hain jin ko apni taleem k sath sath income ke zaroorat hoti hai yeh meri koshish hai k eoh kuch na kuch paisay ghr bethy easily kama saken.

Adeel Iqbal
Hello rehan sir kaisay hain app I am adeel iqbal attock say hn currently rawalpindi rehta hn married hn 2 bachay hain . Last ramzan say pehly app ke profile dekhi thy tab say follow kr raha hn finally 500 mutual friends bnany main kamyab hoa kafi mehnat krni pari . Currently main unemployed hn online aek choti c research main hn k kaisay online achay paisay kama sakta hai har banda specially students jo yahan hain jin ko apni taleem k sath sath income ke zaroorat hoti hai yeh meri koshish hai k eoh kuch na kuch paisay ghr bethy easily kama saken. Adeel Iqbal
0 Commentaires 0 Parts 123 Vue