Iski gehraai ko ghaur se dekho
Kai rang nazar atay hain
Har rang ek harf hai
Ya har harf ka ek rang hai
Or har rang ek kafiyat hai
Har kafiyat ek lamha hai
Har har lamha ek dastan hai
Har dastan ek insan hai
Har insan ek roop hai
Har roop ek nazara hai
Har manzar mei kuch chupa hai
Or wohi haqeeqat hai
Haqeeqat se wakif khud ki zaat hai
Khudi se bhagta hai insan
Haqeeqat se bhagta hai yeh
Kiuke anjam se darta hai
Or anjam ek intizaar hai
Intizaar bht dukh deta hai

Beautiful SER and words of zain
Iski gehraai ko ghaur se dekho Kai rang nazar atay hain Har rang ek harf hai Ya har harf ka ek rang hai Or har rang ek kafiyat hai Har kafiyat ek lamha hai Har har lamha ek dastan hai Har dastan ek insan hai Har insan ek roop hai Har roop ek nazara hai Har manzar mei kuch chupa hai Or wohi haqeeqat hai Haqeeqat se wakif khud ki zaat hai Khudi se bhagta hai insan Haqeeqat se bhagta hai yeh Kiuke anjam se darta hai Or anjam ek intizaar hai Intizaar bht dukh deta hai Beautiful SER and words of zain
0 Комментарии 0 Поделились 50 Просмотры