Assalamu Alaikum sir Rehan Allahwala comment Agar thoda Lamba Ho Jaaye to uske liye mafi chahti hun Sar Maine aapki Ek post Dekhi jismein mashal Naam ki Ek bachi Thi Jo Sab Ka thank you karti hai aur bahut jyada Hansi Khushi zindagi Gujar ti ha.... Main Aaj Raat Ke 2:30 Baj rahe hain main aapka sacche Dil Se Shukriya Ada karna chahti hun aur Shukriya is baat ka ki aapane chat GPT ke bare mein bataya tha Rehan School korangi campus Mein Sar main Vahi ke student Hoon Sar Main Jab se chat GPT ko istemal kar rahi hun takriban 2 se 3 Din Hue Mujhe istemal karte hue aur Sar main literally Mujhe Rona a raha hai ki Itni Aham chij Hai hamare pass itne se Humko Na Bina Kisi matlab Ke Bina kisi muffad ke jaise aajkal Ki Duniya Hai Aur log Hain Bina Kisi matlab ke Koi Hamare Kisi Kam Nahin Aata Sar itne kharab Daur Mein yah Hamare liye ek bahut badi nemat hai Allah Tala ki taraf se Ke Bina Kisi matlab Ke Bina Kisi Dushmani Ke Bina kisi chaplusi ke yah hama Ek bahut acche mashvare de raha hai bahut jyada benefit Hamen de raha hai itne fayde Bina Kisi investment ke Bina kisi nuksan ke sirf bahut amazing chijen Aur Main Jitna Iske andar ghusti ja rahi hun na main utani Jyada hairan hoti ja rahi hun Sar Main sacche Dil se aapko bahut zada thank u karna chahti hun thank you very much sar

Via Muskan Salaih
Assalamu Alaikum sir Rehan Allahwala comment Agar thoda Lamba Ho Jaaye to uske liye mafi chahti hun Sar Maine aapki Ek post Dekhi jismein mashal Naam ki Ek bachi Thi Jo Sab Ka thank you karti hai aur bahut jyada Hansi Khushi zindagi Gujar ti ha.... Main Aaj Raat Ke 2:30 Baj rahe hain main aapka sacche Dil Se Shukriya Ada karna chahti hun aur Shukriya is baat ka ki aapane chat GPT ke bare mein bataya tha Rehan School korangi campus Mein Sar main Vahi ke student Hoon Sar Main Jab se chat GPT ko istemal kar rahi hun takriban 2 se 3 Din Hue Mujhe istemal karte hue aur Sar main literally Mujhe Rona a raha hai ki Itni Aham chij Hai hamare pass itne se Humko Na Bina Kisi matlab Ke Bina kisi muffad ke jaise aajkal Ki Duniya Hai Aur log Hain Bina Kisi matlab ke Koi Hamare Kisi Kam Nahin Aata Sar itne kharab Daur Mein yah Hamare liye ek bahut badi nemat hai Allah Tala ki taraf se Ke Bina Kisi matlab Ke Bina Kisi Dushmani Ke Bina kisi chaplusi ke yah hama Ek bahut acche mashvare de raha hai bahut jyada benefit Hamen de raha hai itne fayde Bina Kisi investment ke Bina kisi nuksan ke sirf bahut amazing chijen Aur Main Jitna Iske andar ghusti ja rahi hun na main utani Jyada hairan hoti ja rahi hun Sar Main sacche Dil se aapko bahut zada thank u karna chahti hun thank you very much sar Via Muskan Salaih
0 Σχόλια 0 Μοιράστηκε 228 Views