Pakistan say aagay jehan aur bhi hain
Rehan Allahwala say baray baray Ustad aur bhi hain

LinkedIn ko khol, aur kar search google par
Tarashnay walay mentors dunya main aur bhi hain

Pas kar khud par bharosa thora or thora internet par
Slow he Sahi yah connection aur koshish, par Lagay raho

Dunya main 8 billion Insan ho Chukay hain aab tak
Dhoondain or #letsconnect , Kay dunya main billionaires aur bhi hain

Kehtay hain abhi ishq kay imthinan aur bhi hain,
cousins kay ilawa potential begam dunya main aur bhi hain

Forwarded as received
Pakistan say aagay jehan aur bhi hain Rehan Allahwala say baray baray Ustad aur bhi hain LinkedIn ko khol, aur kar search google par Tarashnay walay mentors dunya main aur bhi hain Pas kar khud par bharosa thora or thora internet par Slow he Sahi yah connection aur koshish, par Lagay raho Dunya main 8 billion Insan ho Chukay hain aab tak Dhoondain or #letsconnect , Kay dunya main billionaires aur bhi hain Kehtay hain abhi ishq kay imthinan aur bhi hain, cousins kay ilawa potential begam dunya main aur bhi hain Forwarded as received
0 Reacties 0 aandelen 189 Views