Itnay Zabardast log meray charaoon taraf? Phir bhi main apnay aap ko tanha mehsoos karta hoon

Kioon aap log aik dosray ko nahi jaantay ?

Kion aap log aik dosray ko nahi tarashtay?

Heeray hain aap saab rehan kay doston ki kaan main
Akailay kuch nahin, Kashish hay tamaam main

Jur jain aap sab moti aik saath
Mala Pakistan ki ban jaain aik saath

#Poem
Itnay Zabardast log meray charaoon taraf? Phir bhi main apnay aap ko tanha mehsoos karta hoon Kioon aap log aik dosray ko nahi jaantay ? Kion aap log aik dosray ko nahi tarashtay? Heeray hain aap saab rehan kay doston ki kaan main Akailay kuch nahin, Kashish hay tamaam main Jur jain aap sab moti aik saath Mala Pakistan ki ban jaain aik saath #Poem
0 Comentários 0 Compartilhamentos 159 Visualizações