Koi bhala bataay mujhay !!
=====================

Loog Kahtay Hain kay Pakistan Ghareeb Mulk hay ?
Kia waqai 200 million dimaagh ka mulk ghareeb ho sakta hay ?

200 Million loog sootay hain path bhar kar,
200 Million loog log consume kartay hain services

Aur phir bhi ghareeb mulk hay ? Kaisai bhala aakhir ?
Kioon Ghareeb hay ? Kioon ameer nahi ban sakta ?

Kis nay mana kia hay ?
Koi bhala bataay mujhay !!

Araay logon, jitnay masaail hain, hay masaail nahi,
Yay hi to opportunities hain, jo is mulk main aaap Hal kar saktay ho

Logoon kay kaam aasaktay ho,
Techcrunch.com jao, deko kia kia apps baani jaa rahi hain

Customize karo, aur problems solve karo, aur ameer kabeer ban jaao !

Koi bhala bataay mujhay !!
Koi bhala bataay mujhay !! ===================== Loog Kahtay Hain kay Pakistan Ghareeb Mulk hay ? Kia waqai 200 million dimaagh ka mulk ghareeb ho sakta hay ? 200 Million loog sootay hain path bhar kar, 200 Million loog log consume kartay hain services Aur phir bhi ghareeb mulk hay ? Kaisai bhala aakhir ? Kioon Ghareeb hay ? Kioon ameer nahi ban sakta ? Kis nay mana kia hay ? Koi bhala bataay mujhay !! Araay logon, jitnay masaail hain, hay masaail nahi, Yay hi to opportunities hain, jo is mulk main aaap Hal kar saktay ho Logoon kay kaam aasaktay ho, Techcrunch.com jao, deko kia kia apps baani jaa rahi hain Customize karo, aur problems solve karo, aur ameer kabeer ban jaao ! Koi bhala bataay mujhay !!
0 Comments 0 Shares 37 Views