Jub hum chalay jaain gay
Kuch status nazar aain gay
Kuch Aansu nikal aain gay
Kuch dil bhar aain gay
Kuch channels shaaiad bhar jaain gay
Kuch dil bhar aain gay

Haftay bhar main sab normal ho jaain gay

Phir shain kuch arsay main
Jo poday hum nay lagaay hain
Aun main fruits aajaain gay

Aakhir main sirf kiay hiway kaam nazaar aain gay

Rehan Allahwala

Dedicated to Sabeen Mahmud

#ripsabeen

#sabeen
Jub hum chalay jaain gay Kuch status nazar aain gay Kuch Aansu nikal aain gay Kuch dil bhar aain gay Kuch channels shaaiad bhar jaain gay Kuch dil bhar aain gay Haftay bhar main sab normal ho jaain gay Phir shain kuch arsay main Jo poday hum nay lagaay hain Aun main fruits aajaain gay Aakhir main sirf kiay hiway kaam nazaar aain gay Rehan Allahwala Dedicated to Sabeen Mahmud #ripsabeen #sabeen
0 Comentários 0 Compartilhamentos 402 Visualizações