Can anyone help me complete and edit this

Ghurbat Bus Jaanay wali hay
Imirate Bus Aanay Wali hay

Muflisi bus mitnay wali hay
Khushali Bus aanay wali hay

Yah jo bhokay chehray nazaar aatay hain hamain
yah jo phatay kapray nazar haatay hain hamain

yah sab aab badalanay walaain hain
Khushhaali bus aanay wali hay

Chilean gay yah bachaahay aur baraay sabhi google ko
poochaain gay yah har sawaal sabhi yah google ko

Baataain karaain gay yah saaaray jehan say takar takar
khil khilaain gay hay samadar paar kay lateeofon Say

Ghurbat Bus Jaanay wali hay
Kushhhaali Bus Aanay Wali hay

Dekhaain gay saraay jean ko asal roop hamaara
Man wain gay saray jean say loha hamara

Seekhaain gay aik doosray say yah har cheez
sikhaain gay aik soosray ko yah har cheez

Bun jain gay aik rooh jaanaain hazaar
mit jain gay gay yah faaslay zooro qataar

Ghurbat Bus Jaanay wali hay
Gushhhaali Bus Aanay Wali hay

Shukria bhai gates aur mark
Shukaria bhai Robert aur Cerf

Suhkria America or cheen
Shukria bhai google aur teens
Can anyone help me complete and edit this Ghurbat Bus Jaanay wali hay Imirate Bus Aanay Wali hay Muflisi bus mitnay wali hay Khushali Bus aanay wali hay Yah jo bhokay chehray nazaar aatay hain hamain yah jo phatay kapray nazar haatay hain hamain yah sab aab badalanay walaain hain Khushhaali bus aanay wali hay Chilean gay yah bachaahay aur baraay sabhi google ko poochaain gay yah har sawaal sabhi yah google ko Baataain karaain gay yah saaaray jehan say takar takar khil khilaain gay hay samadar paar kay lateeofon Say Ghurbat Bus Jaanay wali hay Kushhhaali Bus Aanay Wali hay Dekhaain gay saraay jean ko asal roop hamaara Man wain gay saray jean say loha hamara Seekhaain gay aik doosray say yah har cheez sikhaain gay aik soosray ko yah har cheez Bun jain gay aik rooh jaanaain hazaar mit jain gay gay yah faaslay zooro qataar Ghurbat Bus Jaanay wali hay Gushhhaali Bus Aanay Wali hay Shukria bhai gates aur mark Shukaria bhai Robert aur Cerf Suhkria America or cheen Shukria bhai google aur teens
0 Комментарии 0 Поделились 316 Просмотры