Beautiful words by Arsalan Iabal
aslam alakum sir,mera naam arslan hai aur main bahawalpur,pakistan k kareeb ek chote se qasbe se belong karta hon.main ek midle class family se belong karta hon.is waqt meri age under 18 hain.kuch dehati mahol aur kuch ghar walon k behaviour ki waja se meri study matric se agy nhe ja saki.main aap k zarye logon ko paigham dena chata hon k apne bachon ki parwaresh pyar se karein.na k un ko dant aur mar kar bara karein.aur akhir mein dua ka talab ghar hon k Allah mujhe success dein.main qafi arse se internet marketing pe study kar raha hon in sha Allah "Jinho ne na kar di mujhe mera waqt dekh kar mera wada hai un se aisa waqt laon ga milna pare ga mujh se waqt mang kar" apna confidence barhane k liye apko message kiya i hope aap disturb nhe howe hon gy.

0 التعليقات
0 المشاركات
246 مشاهدة