I have got this Beautiful question, What do you think is the answer ?
Rehan Allahwala, Sir ye school or college chor k bhagnay wali baat kisi din video mey share kijey ga. Akhir kia waja this iss ki. Kia aap talimi nizam say bezar thay ya koi or wajha, Kia aap ko nahi lagta k agar aap ki acedamic qualification ziada hoti to aaj yehi kaam jo aap kar rahay hai mazid khush asloobi say sar anjam detay or ziada behtar tariqay say logo ki bhalai k kaam kartay? Q k meray network mey kuch aisay log mojood hai jin ki gurbat ki misalay bhi zamana deti hai or ab shohrat or kamyabio k charchay bhi dunya bhar mey aam hai or ap yaqinan un ko jantay or pehchanty bhi hongay. Aap jo video mey ye kahtay hai k school say bhag jana ya college na jana ap ko nahi lagta ye humri anay wali generation ya abhi un nojawano jo kay talim hasil kar rahay hai mehaz iss bina par k wo par likh kar kuch bann sakay hai or muaashry mey muqam hasil kar saktay hai ye baat un ko ye sochnay par majbor kar dey gi k agar asa bagir parhay ya college jeye ho sakta hai to hum kiu parhaii mey apna wakht barbad karay, iss ka matlab hargiz ye nahi k apko bethay bethaye sab kuch mil gya mey nay apki videos dekhi or sunni hai but har insan ko ALLAH nay aik jasi khubio say nahi nawaza hota. BOTTOM LINE ye hai kay nai nasal or noujawano ko aala taleem, ilm o hunar say dunya ko zaer karna sikhaye na k sirf facebook or social media k balbotay par. I hope k meri bat ka bura nahi manyen gy or positive lengy. I really respect you and your thought on the other hand.

0 التعليقات
0 المشاركات
396 مشاهدة