Default Himmat karne waalon ki haar nahi hoti by Harivansh rai bacchan
Himmat karne waalon ki haar nahi hoti
Lehreon se darker naiya paar nahi hoti [naiya=boat]

Nanhi cheenti jab dana lekar chalti hai
Chadti deewaroon par sau baar fisalti hai
Mann ka vishwas rago mein sahas bharta hai [vishwas=faith]
Chad ke girna, gir ke chadna naa akharta hai [akharta=hurt]
Aakhir uski mehnat bekaar nahi hoti
Koshish karne waalon ki haar nahi hoti

Dubkiyan sindhu mein gotakhor lagata hai [sindhu=sea]
Ja ja kar khaali haath laut aata hai
Milte na hi sahaj moti paan mein [sahaj=easy]
Badta doona utsah har baar isi hairaani mein [utsah= interest]
Mutthi khaali uski har baar nahi hoti
Himmat karne waalon ki haar nahi hoti

Asafalta ek chunouti hai sweekar karo [Asaflta=failure, chunouti=challenge, sweekar=accept]
Kya kami reh gayi, dekhi aur sudhaar karo [sudhaar=improve]
Jab tak naa safal ho, neend chayn tyago tum [safal=success, tyago=relinquish]
Sangarh karo maidan chor mat bhaago tum [Sangarsh= struggle]
Khuch kiye bina hi jai jai kar nahi hoti [jai jai kar=zindabaad]
Himmat karne waalon ki haar nahi hoti

BY- harivansh rai "bacchan
Default Himmat karne waalon ki haar nahi hoti by Harivansh rai bacchan Himmat karne waalon ki haar nahi hoti Lehreon se darker naiya paar nahi hoti [naiya=boat] Nanhi cheenti jab dana lekar chalti hai Chadti deewaroon par sau baar fisalti hai Mann ka vishwas rago mein sahas bharta hai [vishwas=faith] Chad ke girna, gir ke chadna naa akharta hai [akharta=hurt] Aakhir uski mehnat bekaar nahi hoti Koshish karne waalon ki haar nahi hoti Dubkiyan sindhu mein gotakhor lagata hai [sindhu=sea] Ja ja kar khaali haath laut aata hai Milte na hi sahaj moti paan mein [sahaj=easy] Badta doona utsah har baar isi hairaani mein [utsah= interest] Mutthi khaali uski har baar nahi hoti Himmat karne waalon ki haar nahi hoti Asafalta ek chunouti hai sweekar karo [Asaflta=failure, chunouti=challenge, sweekar=accept] Kya kami reh gayi, dekhi aur sudhaar karo [sudhaar=improve] Jab tak naa safal ho, neend chayn tyago tum [safal=success, tyago=relinquish] Sangarh karo maidan chor mat bhaago tum [Sangarsh= struggle] Khuch kiye bina hi jai jai kar nahi hoti [jai jai kar=zindabaad] Himmat karne waalon ki haar nahi hoti BY- harivansh rai "bacchan
0 Kommentare 0 Anteile 184 Ansichten