Darta hun mout se magar marna zaroor hai

Larazta hun kafan se magar pahenna zaroor hai,

Hojata hun Ghamgeen janaze ko daikh kar,

Lekin mera janaza bhi uthna zaroor
hai,

Hoti hai badi kap kapi Qabron ko daikh kar,

Par muddaton is qabar main rahna
zaroor hai.

Mout ki Aagosh main jis din hamain
sona hoga,

Mat karna kabhi garoor apne aap par
Aye Insaan
ALLAH ne tere jaise na jane kitne,
mitthi se bana kar mitthi main miladiye".........

Allah har gunah ki muafi mangne par maaf kar deta hai.

Siwaye gibat aur chughli ke.

Allah tab tak muaaf nahi farmata jab tak insan khud usse mafi na mange jiski gibat ki hai.
Ye ek aisa gunah hai jiski wajah se log kaat kaat kar jahannum me phenke jayenge

please mujhe maaf kar dena agar jane anjane me mujh se aapki gibat ho gayi ho.
Darta hun mout se magar marna zaroor hai Larazta hun kafan se magar pahenna zaroor hai, Hojata hun Ghamgeen janaze ko daikh kar, Lekin mera janaza bhi uthna zaroor hai, Hoti hai badi kap kapi Qabron ko daikh kar, Par muddaton is qabar main rahna zaroor hai. Mout ki Aagosh main jis din hamain sona hoga, Mat karna kabhi garoor apne aap par Aye Insaan ALLAH ne tere jaise na jane kitne, mitthi se bana kar mitthi main miladiye"......... Allah har gunah ki muafi mangne par maaf kar deta hai. Siwaye gibat aur chughli ke. Allah tab tak muaaf nahi farmata jab tak insan khud usse mafi na mange jiski gibat ki hai. Ye ek aisa gunah hai jiski wajah se log kaat kaat kar jahannum me phenke jayenge please mujhe maaf kar dena agar jane anjane me mujh se aapki gibat ho gayi ho.
0 Commentarios 0 Acciones 161 Views