Abhi Khuch hi dinoon Pehlay Ki Baat hay , hum School Jaatay thay , Chips khatay that, Voke mangatay thay , muskaratay thay , bhagay jaatay thay

Abhi khuch hi dinoon ki baat hay

Khoob sonchtay thay , kay sub kaisay theek hoga, duna gooal kioon hay, Baal kaalay kioon hain, aasmaan neela kioon hay, kuch pair lagaatay thay khuch gun gunatay thay

Abhi kuch hi dinoon ki baat hay

Abhi kuch hi dinoon ki baat hay, kay sub gham chootaay lagtay thay, sirf aik chahraa dikhta tha, aur kuch na soojhta tha, waqt mushkil say guzarta tha, kaatay na kuta tha

Abhi kuch hi dinoon ki baat hay

Phir woh humsafar mil gaya, soncha aab sub kuch badal gia, raat din or din raat ban gai, aik naya safar shurroo howa

Abhi kuch hi dinoon ki baat hay
Abhi Khuch hi dinoon Pehlay Ki Baat hay , hum School Jaatay thay , Chips khatay that, Voke mangatay thay , muskaratay thay , bhagay jaatay thay Abhi khuch hi dinoon ki baat hay Khoob sonchtay thay , kay sub kaisay theek hoga, duna gooal kioon hay, Baal kaalay kioon hain, aasmaan neela kioon hay, kuch pair lagaatay thay khuch gun gunatay thay Abhi kuch hi dinoon ki baat hay Abhi kuch hi dinoon ki baat hay, kay sub gham chootaay lagtay thay, sirf aik chahraa dikhta tha, aur kuch na soojhta tha, waqt mushkil say guzarta tha, kaatay na kuta tha Abhi kuch hi dinoon ki baat hay Phir woh humsafar mil gaya, soncha aab sub kuch badal gia, raat din or din raat ban gai, aik naya safar shurroo howa Abhi kuch hi dinoon ki baat hay
0 Σχόλια 0 Μοιράστηκε 62 Views