• Speak with Confidence & Change Your Life!

    Kya aap logon ke samne bolte waqt nervous ho jate ho?
    Ab tension khatam! Yeh content aapko sikhaega kaise confidently baat karein, apni voice strong banayein aur apni personality ko powerful banayein.

    Seekhein:
    Body language improve karna
    Clear aur effective speaking
    Fear ko control karna
    Daily practice techniques

    Chahe aap student ho, freelancer ya content creator — yeh guide aap ke liye perfect hai!

    @highlight
    Rubab EducationWali
    🎤 Speak with Confidence & Change Your Life! ✨ Kya aap logon ke samne bolte waqt nervous ho jate ho? 😰 Ab tension khatam! Yeh content aapko sikhaega kaise confidently baat karein, apni voice strong banayein aur apni personality ko powerful banayein. 💼🔥 💡 Seekhein: ✔️ Body language improve karna ✔️ Clear aur effective speaking ✔️ Fear ko control karna ✔️ Daily practice techniques Chahe aap student ho, freelancer ya content creator — yeh guide aap ke liye perfect hai! 🚀 @highlight Rubab EducationWali
    0 Комментарии 0 Поделились 476 Просмотры 0
  • Governor House Event

    Kal mujhe Governor House ke ek inspiring event mein shamil hone ka mauqa mila. Wahan talented entrepreneurs, innovators aur youth leaders se milne aur unke ideas dekhne ka bohot acha experience raha.

    Har event kuch naya sikhata hai, aur ye bhi unhi experiences mein se ek tha jo motivate karta hai ke aur mehnat ki jaye aur apne goals ko aur bada kiya jaye.

    Aise hi opportunities ko seekhna aur unse grow karna hi asli progress hai.

    #GovernorHouse #Karachi #Youth #Innovation #Entrepreneurship #Networking #Leadership #Learning #AI #RehanSchool #Future #Growth #MujeebAsif #FreelancingWala

    Shahrukh Ali
    Saba Ibrahim
    Bisma AI Wali
    Governor House Event 📍 Kal mujhe Governor House ke ek inspiring event mein shamil hone ka mauqa mila. Wahan talented entrepreneurs, innovators aur youth leaders se milne aur unke ideas dekhne ka bohot acha experience raha. Har event kuch naya sikhata hai, aur ye bhi unhi experiences mein se ek tha jo motivate karta hai ke aur mehnat ki jaye aur apne goals ko aur bada kiya jaye. Aise hi opportunities ko seekhna aur unse grow karna hi asli progress hai. 🚀 #GovernorHouse #Karachi #Youth #Innovation #Entrepreneurship #Networking #Leadership #Learning #AI #RehanSchool #Future #Growth #MujeebAsif #FreelancingWala Shahrukh Ali Saba Ibrahim Bisma AI Wali
    0 Комментарии 0 Поделились 409 Просмотры
  • afsoos is bat per k hum he hotay hein jo mulk say bahir ja ker even eik hindu ko galay laga laity hein eik sikh k ghar ja ker khana bhi kha laity hein and eik christian ko apnay ghar dawat per bula laity hein eik yahoodi ke company men nokri ker laity hein magar apnay mulk men hum un maslon men eik dosry ko uljha ker rakhty hein jis ke koe buneyad nae hote. 5 waqat men say eik twaqat ke namaz nae parhty magar dosry ko kafir ka fatwa zaroor day daity hein.lanat hai asy hajoom per jo k apnay ap ko eik qom to door ke bat eik muslman nae bana saka. Rasool PBUH ko follow karna door ke bat un ko yeh he nae pata k hum kya sawal pooch rahay hein and kya jwab day rahay hein.

    Syed ali raza
    afsoos is bat per k hum he hotay hein jo mulk say bahir ja ker even eik hindu ko galay laga laity hein eik sikh k ghar ja ker khana bhi kha laity hein and eik christian ko apnay ghar dawat per bula laity hein eik yahoodi ke company men nokri ker laity hein magar apnay mulk men hum un maslon men eik dosry ko uljha ker rakhty hein jis ke koe buneyad nae hote. 5 waqat men say eik twaqat ke namaz nae parhty magar dosry ko kafir ka fatwa zaroor day daity hein.lanat hai asy hajoom per jo k apnay ap ko eik qom to door ke bat eik muslman nae bana saka. Rasool PBUH ko follow karna door ke bat un ko yeh he nae pata k hum kya sawal pooch rahay hein and kya jwab day rahay hein. Syed ali raza
    0 Комментарии 0 Поделились 576 Просмотры
  • TU HINDU BANEGA NA MUSALMAN Lyrics

    (tu hindu banega na musalamaan banega
    Insaan ki aulaad hai, insaan banega)-2

    (achchha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai
    Tujh ko kisi mazhab se koi kaam nahin hain)-2

    Jis ilm ne insaan ko taqaseem kiya hai
    Us ilm ka tujh par koi ilzaam nahin hai
    Tu badale hue waqt ki pahechaan banega
    Insaan ki aulaad hai, insaan banega
    Tu hindu banega na musalamaan banega
    Insaan ki aulaad hai, insaan banega

    (maalik ne har insaan ko, insaan banaaya
    Ham ne use hindu ya musalamaan banaaya)-2

    Qudarat ne bakshi thi hamen ek hi dharati
    Ham ne kahin bhaarat, kahin iraan banaaya
    Jo tod de har band, wo toofaan banega
    Insaan ki aulaad hai, insaan banega
    Tu hindu banega na musalamaan banega
    Insaan ki aulaad hai, insaan banega

    (nafarat jo sikhaaye, wo dharam tera nahin hai
    Insaaf jo ronde,wo qadam tera nahin hai)-2

    Quraan na ho jisame wo mandeer nahin tera
    Geeta na ho jisame wo haram tera nahin hai
    Tu amn ka aur sulah ka aramaan banega
    Insaan ki aulaad hai, insaan banega
    Tu hindu banega na musalamaan banega
    Insaan ki aulaad hai, insaan banega

    Ye deen ke tajar,ye watan bechane waale
    Watan bechane waale
    Ye deen ke tajar ,ye watan bechane waale
    Insaan ki laashon ke qafan bechane waale
    Qafan bechane waale
    Insaan ki laashon ke qafan bechane waale
    Ye mahel men baithe hue qaatil ye looteren
    (kaanton se madh rooh-e-chaman bechane waale)-2
    Tu un ke liye mout ka elaan banega
    Insaan ki aulaad hai, insaan banega
    Tu hindu banega na musalamaan banega
    Insaan ki aulaad hai, insaan banega
    TU HINDU BANEGA NA MUSALMAN Lyrics (tu hindu banega na musalamaan banega Insaan ki aulaad hai, insaan banega)-2 (achchha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai Tujh ko kisi mazhab se koi kaam nahin hain)-2 Jis ilm ne insaan ko taqaseem kiya hai Us ilm ka tujh par koi ilzaam nahin hai Tu badale hue waqt ki pahechaan banega Insaan ki aulaad hai, insaan banega Tu hindu banega na musalamaan banega Insaan ki aulaad hai, insaan banega (maalik ne har insaan ko, insaan banaaya Ham ne use hindu ya musalamaan banaaya)-2 Qudarat ne bakshi thi hamen ek hi dharati Ham ne kahin bhaarat, kahin iraan banaaya Jo tod de har band, wo toofaan banega Insaan ki aulaad hai, insaan banega Tu hindu banega na musalamaan banega Insaan ki aulaad hai, insaan banega (nafarat jo sikhaaye, wo dharam tera nahin hai Insaaf jo ronde,wo qadam tera nahin hai)-2 Qura'an na ho jisame wo mandeer nahin tera Geeta na ho jisame wo haram tera nahin hai Tu amn ka aur sulah ka aramaan banega Insaan ki aulaad hai, insaan banega Tu hindu banega na musalamaan banega Insaan ki aulaad hai, insaan banega Ye deen ke tajar,ye watan bechane waale Watan bechane waale Ye deen ke tajar ,ye watan bechane waale Insaan ki laashon ke qafan bechane waale Qafan bechane waale Insaan ki laashon ke qafan bechane waale Ye mahel men baithe hue qaatil ye looteren (kaanton se madh rooh-e-chaman bechane waale)-2 Tu un ke liye mout ka elaan banega Insaan ki aulaad hai, insaan banega Tu hindu banega na musalamaan banega Insaan ki aulaad hai, insaan banega
    0 Комментарии 0 Поделились 1029 Просмотры
  • Beautiful msg to share:
    Do you agree that we have 26 alphabets in English, as given below

    A = 1 ; B = 2 ; C = 3 ; D = 4 ;
    E = 5 ; F = 6 ; G = 7 ; H = 8 ;
    I = 9 ; J = 10 ; K = 11 ; L = 12 ;
    M = 13 ; N = 14 ; O = 15 ; P = 16 ;
    Q = 17 ; R = 18 ; S = 19 ; T = 20 ;
    U = 21 ; V = 22 ; W = 23 ; X =24 ;
    Y = 25 ; Z = 26.

    With each alphabet getting a number, in chronological order, as above, study the following, and bring down the total to a single digit and see the result yourself

    Hindu -
    S h r e e K r i s h n a
    19+8+18+5+5+11+18+9+19+8+14+1=135=9

    Muslim
    M o h a m m e d
    13+15+8+1+13+13+5+4=72=9

    Jain
    M a h a v i r
    13+1+8+1+22+9+18=72=9

    Sikh
    G u r u N a n a k
    7+21+18+21+14+1+14+1+11 =108 =9

    Parsi
    Z a r a t h u s t r a
    26+1+18+1+20+8+21+19+20+18+1=153=9

    Buddhist
    G a u t a m
    7+1+21+20+1+13=63=9

    Christian
    E s a M e s s i a h
    5+19+1+13+5+19+19+9+1+8=99=18=9

    Each one ends with number 9

    THAT IS NATURES CREATION TO SHOW THAT GOD IS ONE !!! ye wala msg was owssm yaar..jitsne bhi ye create kiya msg wo grt person hai....thousands likes to this msg
    Dimag hai to
    answer do!
    Beautiful msg to share: Do you agree that we have 26 alphabets in English, as given below A = 1 ; B = 2 ; C = 3 ; D = 4 ; E = 5 ; F = 6 ; G = 7 ; H = 8 ; I = 9 ; J = 10 ; K = 11 ; L = 12 ; M = 13 ; N = 14 ; O = 15 ; P = 16 ; Q = 17 ; R = 18 ; S = 19 ; T = 20 ; U = 21 ; V = 22 ; W = 23 ; X =24 ; Y = 25 ; Z = 26. With each alphabet getting a number, in chronological order, as above, study the following, and bring down the total to a single digit and see the result yourself Hindu - S h r e e K r i s h n a 19+8+18+5+5+11+18+9+19+8+14+1=135=9 Muslim M o h a m m e d 13+15+8+1+13+13+5+4=72=9 Jain M a h a v i r 13+1+8+1+22+9+18=72=9 Sikh G u r u N a n a k 7+21+18+21+14+1+14+1+11 =108 =9 Parsi Z a r a t h u s t r a 26+1+18+1+20+8+21+19+20+18+1=153=9 Buddhist G a u t a m 7+1+21+20+1+13=63=9 Christian E s a M e s s i a h 5+19+1+13+5+19+19+9+1+8=99=18=9 Each one ends with number 9 THAT IS NATURE'S CREATION TO SHOW THAT GOD IS ONE !!! ye wala msg was owssm yaar..jitsne bhi ye create kiya msg wo grt person hai....thousands likes to this msg Dimag hai to answer do!
    0 Комментарии 0 Поделились 378 Просмотры
  • The word Sikh means Student or Disciple - So the Students of Guru Nanak are now called Sikhs - Guru Nanak spent 40 years, travelled around the world, to seek the truth
    The word Sikh means Student or Disciple - So the Students of Guru Nanak are now called Sikh's - Guru Nanak spent 40 years, travelled around the world, to seek the truth
    0 Комментарии 0 Поделились 552 Просмотры
  • Doosron K Ache Hone Ka Intezar Mat Karo, Balkeh Unhen Acha Ban Kar Sikhao K Acha Insan Kesa Hota Hai

    Munawwar Ikhlas Allahwala
    Doosron K Ache Hone Ka Intezar Mat Karo, Balkeh Unhen Acha Ban Kar Sikhao K Acha Insan Kesa Hota Hai Munawwar Ikhlas Allahwala
    0 Комментарии 0 Поделились 180 Просмотры
  • I have got this Beautiful question, What do you think is the answer ?

    Rehan Allahwala, Sir ye school or college chor k bhagnay wali baat kisi din video mey share kijey ga. Akhir kia waja this iss ki. Kia aap talimi nizam say bezar thay ya koi or wajha, Kia aap ko nahi lagta k agar aap ki acedamic qualification ziada hoti to aaj yehi kaam jo aap kar rahay hai mazid khush asloobi say sar anjam detay or ziada behtar tariqay say logo ki bhalai k kaam kartay? Q k meray network mey kuch aisay log mojood hai jin ki gurbat ki misalay bhi zamana deti hai or ab shohrat or kamyabio k charchay bhi dunya bhar mey aam hai or ap yaqinan un ko jantay or pehchanty bhi hongay. Aap jo video mey ye kahtay hai k school say bhag jana ya college na jana ap ko nahi lagta ye humri anay wali generation ya abhi un nojawano jo kay talim hasil kar rahay hai mehaz iss bina par k wo par likh kar kuch bann sakay hai or muaashry mey muqam hasil kar saktay hai ye baat un ko ye sochnay par majbor kar dey gi k agar asa bagir parhay ya college jeye ho sakta hai to hum kiu parhaii mey apna wakht barbad karay, iss ka matlab hargiz ye nahi k apko bethay bethaye sab kuch mil gya mey nay apki videos dekhi or sunni hai but har insan ko ALLAH nay aik jasi khubio say nahi nawaza hota. BOTTOM LINE ye hai kay nai nasal or noujawano ko aala taleem, ilm o hunar say dunya ko zaer karna sikhaye na k sirf facebook or social media k balbotay par. I hope k meri bat ka bura nahi manyen gy or positive lengy. I really respect you and your thought on the other hand.
    I have got this Beautiful question, What do you think is the answer ? Rehan Allahwala, Sir ye school or college chor k bhagnay wali baat kisi din video mey share kijey ga. Akhir kia waja this iss ki. Kia aap talimi nizam say bezar thay ya koi or wajha, Kia aap ko nahi lagta k agar aap ki acedamic qualification ziada hoti to aaj yehi kaam jo aap kar rahay hai mazid khush asloobi say sar anjam detay or ziada behtar tariqay say logo ki bhalai k kaam kartay? Q k meray network mey kuch aisay log mojood hai jin ki gurbat ki misalay bhi zamana deti hai or ab shohrat or kamyabio k charchay bhi dunya bhar mey aam hai or ap yaqinan un ko jantay or pehchanty bhi hongay. Aap jo video mey ye kahtay hai k school say bhag jana ya college na jana ap ko nahi lagta ye humri anay wali generation ya abhi un nojawano jo kay talim hasil kar rahay hai mehaz iss bina par k wo par likh kar kuch bann sakay hai or muaashry mey muqam hasil kar saktay hai ye baat un ko ye sochnay par majbor kar dey gi k agar asa bagir parhay ya college jeye ho sakta hai to hum kiu parhaii mey apna wakht barbad karay, iss ka matlab hargiz ye nahi k apko bethay bethaye sab kuch mil gya mey nay apki videos dekhi or sunni hai but har insan ko ALLAH nay aik jasi khubio say nahi nawaza hota. BOTTOM LINE ye hai kay nai nasal or noujawano ko aala taleem, ilm o hunar say dunya ko zaer karna sikhaye na k sirf facebook or social media k balbotay par. I hope k meri bat ka bura nahi manyen gy or positive lengy. I really respect you and your thought on the other hand.
    0 Комментарии 0 Поделились 1107 Просмотры
  • Can anyone help me complete and edit this

    Ghurbat Bus Jaanay wali hay
    Imirate Bus Aanay Wali hay

    Muflisi bus mitnay wali hay
    Khushali Bus aanay wali hay

    Yah jo bhokay chehray nazaar aatay hain hamain
    yah jo phatay kapray nazar haatay hain hamain

    yah sab aab badalanay walaain hain
    Khushhaali bus aanay wali hay

    Chilean gay yah bachaahay aur baraay sabhi google ko
    poochaain gay yah har sawaal sabhi yah google ko

    Baataain karaain gay yah saaaray jehan say takar takar
    khil khilaain gay hay samadar paar kay lateeofon Say

    Ghurbat Bus Jaanay wali hay
    Kushhhaali Bus Aanay Wali hay

    Dekhaain gay saraay jean ko asal roop hamaara
    Man wain gay saray jean say loha hamara

    Seekhaain gay aik doosray say yah har cheez
    sikhaain gay aik soosray ko yah har cheez

    Bun jain gay aik rooh jaanaain hazaar
    mit jain gay gay yah faaslay zooro qataar

    Ghurbat Bus Jaanay wali hay
    Gushhhaali Bus Aanay Wali hay

    Shukria bhai gates aur mark
    Shukaria bhai Robert aur Cerf

    Suhkria America or cheen
    Shukria bhai google aur teens
    Can anyone help me complete and edit this Ghurbat Bus Jaanay wali hay Imirate Bus Aanay Wali hay Muflisi bus mitnay wali hay Khushali Bus aanay wali hay Yah jo bhokay chehray nazaar aatay hain hamain yah jo phatay kapray nazar haatay hain hamain yah sab aab badalanay walaain hain Khushhaali bus aanay wali hay Chilean gay yah bachaahay aur baraay sabhi google ko poochaain gay yah har sawaal sabhi yah google ko Baataain karaain gay yah saaaray jehan say takar takar khil khilaain gay hay samadar paar kay lateeofon Say Ghurbat Bus Jaanay wali hay Kushhhaali Bus Aanay Wali hay Dekhaain gay saraay jean ko asal roop hamaara Man wain gay saray jean say loha hamara Seekhaain gay aik doosray say yah har cheez sikhaain gay aik soosray ko yah har cheez Bun jain gay aik rooh jaanaain hazaar mit jain gay gay yah faaslay zooro qataar Ghurbat Bus Jaanay wali hay Gushhhaali Bus Aanay Wali hay Shukria bhai gates aur mark Shukaria bhai Robert aur Cerf Suhkria America or cheen Shukria bhai google aur teens
    0 Комментарии 0 Поделились 800 Просмотры
  • Msg from a brother

    Maen aik American friend say last week skype per bat kr raha tha.many osay Aslaam O Alai Kum sikhaya. He was very happy to learn that. He is my friend for almost two years. Maeny osay kaha k Jab kisi Asian say milo tou osay Hello k bjaey Aslaam O Alai Kum kehna phr dekhna kmal. How he will respect you. Ab apki post aai naamaste wali tou mjy wo scene yad aa gya. Ab agr wo Kisi ko kehay k Aslaam O Aai Kum aur sary Christian osay sunaa shoru kr daen k tum musalmaan ho gaey ho aur kafi kuch suna daen tou wo kia sochay ga. Phr phr yad aya he is from American society wohan log osk sath aisa nai kraen gay. :-)
    Msg from a brother Maen aik American friend say last week skype per bat kr raha tha.many osay Aslaam O Alai Kum sikhaya. He was very happy to learn that. He is my friend for almost two years. Maeny osay kaha k Jab kisi Asian say milo tou osay Hello k bjaey Aslaam O Alai Kum kehna phr dekhna kmal. How he will respect you. Ab apki post aai naamaste wali tou mjy wo scene yad aa gya. Ab agr wo Kisi ko kehay k Aslaam O Aai Kum aur sary Christian osay sunaa shoru kr daen k tum musalmaan ho gaey ho aur kafi kuch suna daen tou wo kia sochay ga. Phr phr yad aya he is from American society wohan log osk sath aisa nai kraen gay. :-)
    0 Комментарии 0 Поделились 442 Просмотры
Расширенные страницы