• Facebook main naukri Kaisay Hasil kar saktay hain ? Explained by Tariq Rashid who works in Facebook

    #facebook #jobs
    Facebook main naukri Kaisay Hasil kar saktay hain ? Explained by Tariq Rashid who works in Facebook #facebook #jobs
    0 Commentarios 0 Acciones 335 Views
  • **P2PI – 2 Minute Video Pitch**

    Assalam-o-Alaikum dosto!

    Sochiye… agar aap ke paas **internet na ho**, Wi-Fi na ho, aur mobile data bhi available na ho… to kya aap phir bhi apne aas paas ke logon se communicate kar sakte hain?

    **Ji haan! P2PI ke saath! **

    P2PI ek communication app hai jo **Bluetooth technology** ka use karti hai. Is ke zariye aap apne qareeb maujood logon ke saath communication kar sakte hain.

    Aap **chat kar sakte hain, voice calling kar sakte hain, video chat aur bohat kuch** explore kar sakte hain.

    Sab se interesting baat?
    **Is communication experience ke liye traditional internet connection par depend karna zaroori nahi.**

    Chahe aap kisi aisi jagah par hon jahan internet weak ho, ya aap ke paas mobile data available na ho — P2PI ek different communication experience provide karne ke liye design ki gayi hai.

    Ab waqt aa gaya hai communication ko ek naye andaaz mein experience karne ka!

    To phir wait kis baat ka?

    **Aaj hi P2PI download karein!**

    **[www.p2pi.net](http://www.p2pi.net)**

    Apne friends aur family ko bhi P2PI ke baare mein batayein aur dekhein ke Bluetooth-based communication ka yeh naya idea aap ke liye kaisa experience hai.

    **P2PI — Connect Beyond the Internet! **

    Thank you so much for watching!
    Allah Hafiz, take care!
    🎬 **P2PI – 2 Minute Video Pitch** Assalam-o-Alaikum dosto! 👋 Sochiye… agar aap ke paas **internet na ho**, Wi-Fi na ho, aur mobile data bhi available na ho… to kya aap phir bhi apne aas paas ke logon se communicate kar sakte hain? 🤔 **Ji haan! P2PI ke saath! 🚀** P2PI ek communication app hai jo **Bluetooth technology** ka use karti hai. Is ke zariye aap apne qareeb maujood logon ke saath communication kar sakte hain. Aap **chat kar sakte hain, voice calling kar sakte hain, video chat aur bohat kuch** explore kar sakte hain. 📱💬📞📹 Sab se interesting baat? **Is communication experience ke liye traditional internet connection par depend karna zaroori nahi.** Chahe aap kisi aisi jagah par hon jahan internet weak ho, ya aap ke paas mobile data available na ho — P2PI ek different communication experience provide karne ke liye design ki gayi hai. Ab waqt aa gaya hai communication ko ek naye andaaz mein experience karne ka! 🔥 To phir wait kis baat ka? 📲 **Aaj hi P2PI download karein!** 🌐 **[www.p2pi.net](http://www.p2pi.net)** Apne friends aur family ko bhi P2PI ke baare mein batayein aur dekhein ke Bluetooth-based communication ka yeh naya idea aap ke liye kaisa experience hai. **P2PI — Connect Beyond the Internet! 🚀** Thank you so much for watching! ❤️ Allah Hafiz, take care! 👋
    0 Commentarios 0 Acciones 2564 Views
  • Abhi Khuch hi dinoon Pehlay Ki Baat hay , hum School Jaatay thay , Chips khatay that, Voke mangatay thay , muskaratay thay , bhagay jaatay thay

    Abhi khuch hi dinoon ki baat hay

    Khoob sonchtay thay , kay sub kaisay theek hoga, duna gooal kioon hay, Baal kaalay kioon hain, aasmaan neela kioon hay, kuch pair lagaatay thay khuch gun gunatay thay

    Abhi kuch hi dinoon ki baat hay

    Abhi kuch hi dinoon ki baat hay, kay sub gham chootaay lagtay thay, sirf aik chahraa dikhta tha, aur kuch na soojhta tha, waqt mushkil say guzarta tha, kaatay na kuta tha

    Abhi kuch hi dinoon ki baat hay

    Phir woh humsafar mil gaya, soncha aab sub kuch badal gia, raat din or din raat ban gai, aik naya safar shurroo howa

    Abhi kuch hi dinoon ki baat hay
    Abhi Khuch hi dinoon Pehlay Ki Baat hay , hum School Jaatay thay , Chips khatay that, Voke mangatay thay , muskaratay thay , bhagay jaatay thay Abhi khuch hi dinoon ki baat hay Khoob sonchtay thay , kay sub kaisay theek hoga, duna gooal kioon hay, Baal kaalay kioon hain, aasmaan neela kioon hay, kuch pair lagaatay thay khuch gun gunatay thay Abhi kuch hi dinoon ki baat hay Abhi kuch hi dinoon ki baat hay, kay sub gham chootaay lagtay thay, sirf aik chahraa dikhta tha, aur kuch na soojhta tha, waqt mushkil say guzarta tha, kaatay na kuta tha Abhi kuch hi dinoon ki baat hay Phir woh humsafar mil gaya, soncha aab sub kuch badal gia, raat din or din raat ban gai, aik naya safar shurroo howa Abhi kuch hi dinoon ki baat hay
    0 Commentarios 0 Acciones 245 Views
  • Dhoondnay kikla rasta poochnay madaad ka
    loog samjhay kay apna makaan banana hay

    Poocha kay kioon yah soncha
    bolay kay sub he yah kartahy haain

    poocha kisi in SUB say aap Milaay ho
    Bolay nahi, par Bhoot soon say suna hay

    Poocha kisi in Bhoutoon nay Un kay Saath waqat guzaara
    bolay, hoga, par woh jhoot kioon bolain gay ?

    Poocha to acha, par aap ko kaisay hay maloom
    Bolay aisay he hamesha dekha hay

    Poocha, Acha, koshish Karain kay aap aisoon say khud hi mil lain
    Bolaay, aray hum bhot masroof hotay hain

    Poocha, Acha, to Phir Kia Karain dunya main
    BOlaay, Kubhi Koi hum say pooch hay ga to bataain gay

    Poocha, Aray hum nay abhi to aap say poocha
    Bollay, kuch na bolay or khamoosh rahay

    Muskaraa kay woh aagaay barh gaay,
    Aur Phir Dobara hay kahani shuroo howi.
    Dhoondnay kikla rasta poochnay madaad ka loog samjhay kay apna makaan banana hay Poocha kay kioon yah soncha bolay kay sub he yah kartahy haain poocha kisi in SUB say aap Milaay ho Bolay nahi, par Bhoot soon say suna hay Poocha kisi in Bhoutoon nay Un kay Saath waqat guzaara bolay, hoga, par woh jhoot kioon bolain gay ? Poocha to acha, par aap ko kaisay hay maloom Bolay aisay he hamesha dekha hay Poocha, Acha, koshish Karain kay aap aisoon say khud hi mil lain Bolaay, aray hum bhot masroof hotay hain Poocha, Acha, to Phir Kia Karain dunya main BOlaay, Kubhi Koi hum say pooch hay ga to bataain gay Poocha, Aray hum nay abhi to aap say poocha Bollay, kuch na bolay or khamoosh rahay Muskaraa kay woh aagaay barh gaay, Aur Phir Dobara hay kahani shuroo howi.
    0 Commentarios 0 Acciones 937 Views
  • Gentle Reminder: hope to see you or representative today at Launch of my Book "Internet Kia Hay, Aur is say Kaisay Faida Hasil Karain" 550pm jpsd hall Shaheed e millat road
    021 - 34135826
    Rehan Allahwala
    Gentle Reminder: hope to see you or representative today at Launch of my Book "Internet Kia Hay, Aur is say Kaisay Faida Hasil Karain" 550pm jpsd hall Shaheed e millat road 021 - 34135826 Rehan Allahwala
    0 Commentarios 0 Acciones 1514 Views
  • Bheek maangain gay hum, Khudi ko sudhaarnay kay liay ?
    Bheek day kar hum khudi ko mitaain gay hum ?

    Yaa kaisaa tareeqa hay kay
    Khuudi ko mitaa kar, khudi ko Sanwaaraain gay hum
    Bheek maangain gay hum, Khudi ko sudhaarnay kay liay ? Bheek day kar hum khudi ko mitaain gay hum ? Yaa kaisaa tareeqa hay kay Khuudi ko mitaa kar, khudi ko Sanwaaraain gay hum
    0 Commentarios 0 Acciones 661 Views
  • Apnay kaam say piaar karo phir daikho kaam kaisay tum say piaar karta hay...
    Apnay kaam say piaar karo phir daikho kaam kaisay tum say piaar karta hay...
    0 Commentarios 0 Acciones 277 Views
  • Koi bhala bataay mujhay !!
    =====================

    Loog Kahtay Hain kay Pakistan Ghareeb Mulk hay ?
    Kia waqai 200 million dimaagh ka mulk ghareeb ho sakta hay ?

    200 Million loog sootay hain path bhar kar,
    200 Million loog log consume kartay hain services

    Aur phir bhi ghareeb mulk hay ? Kaisai bhala aakhir ?
    Kioon Ghareeb hay ? Kioon ameer nahi ban sakta ?

    Kis nay mana kia hay ?
    Koi bhala bataay mujhay !!

    Araay logon, jitnay masaail hain, hay masaail nahi,
    Yay hi to opportunities hain, jo is mulk main aaap Hal kar saktay ho

    Logoon kay kaam aasaktay ho,
    Techcrunch.com jao, deko kia kia apps baani jaa rahi hain

    Customize karo, aur problems solve karo, aur ameer kabeer ban jaao !

    Koi bhala bataay mujhay !!
    Koi bhala bataay mujhay !! ===================== Loog Kahtay Hain kay Pakistan Ghareeb Mulk hay ? Kia waqai 200 million dimaagh ka mulk ghareeb ho sakta hay ? 200 Million loog sootay hain path bhar kar, 200 Million loog log consume kartay hain services Aur phir bhi ghareeb mulk hay ? Kaisai bhala aakhir ? Kioon Ghareeb hay ? Kioon ameer nahi ban sakta ? Kis nay mana kia hay ? Koi bhala bataay mujhay !! Araay logon, jitnay masaail hain, hay masaail nahi, Yay hi to opportunities hain, jo is mulk main aaap Hal kar saktay ho Logoon kay kaam aasaktay ho, Techcrunch.com jao, deko kia kia apps baani jaa rahi hain Customize karo, aur problems solve karo, aur ameer kabeer ban jaao ! Koi bhala bataay mujhay !!
    0 Commentarios 0 Acciones 355 Views
  • Confidence Kaisay Paida karain?
    Confidence Kaisay Paida karain?
    0 Commentarios 0 Acciones 148 Views
  • Why do people ask about Rozay Kaisay ja Rahay hain?
    Why do people ask about Rozay Kaisay ja Rahay hain?
    0 Commentarios 0 Acciones 210 Views
Resultados de la búsqueda